Katha Hamari Shayari
|
22-08-2011, 11:27 AM
(This post was last modified: 22-08-2011 08:02 PM by angel.)
![]() |
||||||||||||
|
||||||||||||
![]()
Namastein....
![]() Is thread me hum sab likheingein apni banaai shayari ![]() aur is thread ko banaane ka saara creadit jaata hai... "shamsihammad" ko ![]() wo such me bahut achi shayari karte hai ![]() unki shyari ko salaam ![]() umeed hai ab se khuch nayaa sikhne ko milega ![]() aur isme koi bhi shamil ho sakata hai.... to shuru ho jaiye apni shyari ke saath ![]() Ek aur 'Guzarish' hai aap sab se ki... is thread me koi repo aur like ....nahi diye jaate... sirf aur sirf shayari ki jaati hai yaha sirf shayari ki zuban ka istemaal kiya jaata hai.... bas dil ki baatein..hoti hai ![]() aapke... hamaare.. hunar ki baatein ![]() chahe to khuch bina shayari ke bhi kah sakte hai per repo aur likes nahi.... Ab aapki marji hai ... Hissa lena hai ya nahi ![]() agar lengein to bahut accha lagega... ![]() koi kaam... jo ....bina kisi repo aur like button ki chahat ke....sirf aur sirf khubsoorat shayari..... karke dekho dil ko sukoon milta hai ![]() ![]() |
||||||||||||
22-08-2011, 11:34 AM
(This post was last modified: 22-08-2011 11:37 AM by angel.)
![]() |
||||||||||||
|
||||||||||||
RE: Hamari Shayari
Gunaah hi kiye hai puri umar,
fir bhi main... 'bekasoor' ..kahaa se aaya!! ![]() n 1 entry is; laakh koshish ki ki bhool jau tujhe zaalim, phir bhi khayal tera is dil ko badastoor kahan se aaya... -- BY: HAMMAD SHAMSI n i respect this entry ![]() now its ur turn ![]() ![]() |
||||||||||||
22-08-2011, 11:36 AM
![]() |
||||||||||||
|
||||||||||||
RE: Hamari Shayari
so this thread is a story told in shayaris ? Interesting !
|
||||||||||||
22-08-2011, 01:45 PM
![]() |
||||||||||||
|
||||||||||||
RE: Hamari Shayari
is zarra nawazi ka shukriya angel
![]() ![]() mai to ek adna sa zarra tha is zamane mei... jaane is dil ko shayari ka saleeqa kahan se aaya... ![]() -- Hammad Shamsi http://hmdfeels.blogspot.com |
||||||||||||
22-08-2011, 01:47 PM
![]() |
||||||||||||
|
||||||||||||
RE: Hamari Shayari
its not compulsory avi that shayari must be in accordance with some story...
kuch bhi likha ho... bas on the spot creation honi chahiye... baat ho to bhi shayari ke andaaz mei ![]() ![]() -- Hammad Shamsi http://hmdfeels.blogspot.com |
||||||||||||
22-08-2011, 01:48 PM
![]() |
||||||||||||
|
||||||||||||
RE: Hamari Shayari
sochta hun kabhi to khud bhi hairan ho jata hu mai...
ki mujh be-aqal mei ye hunar-e-shayari kahan se aaya... ![]() -- Hammad Shamsi http://hmdfeels.blogspot.com |
||||||||||||
22-08-2011, 04:33 PM
![]() |
||||||||||||
|
||||||||||||
RE: Hamari Shayari
a frnd of mine posted on her group's wall...
kashitiya to bahut aai gayi, sahil bhi kahan door tha par humko to tha shauk-e-samandar aur doobna manzoor tha... my reply to her : Kashtiyon ke sahare to kamzor chala karte hain,, saahilon ke kinaron par darpok chala karte hain,, Jinme to dum toofano ko cheerne ka,, kamyabi ki taraf wahi jaan-baaz chala karte hain... ![]() -- Hammad Shamsi http://hmdfeels.blogspot.com |
||||||||||||
22-08-2011, 07:07 PM
(This post was last modified: 22-08-2011 08:12 PM by angel.)
![]() |
||||||||||||
|
||||||||||||
RE: Hamari Shayari
@ shamsihammad: shukaria dost post karne ke liye
![]() aapka is thread ki shuruaat karne ke liye bhi shukariya ![]() ![]() |
||||||||||||
22-08-2011, 07:18 PM
![]() |
||||||||||||
|
||||||||||||
RE: Hamari Shayari
(22-08-2011 01:45 PM)shamsihammad Wrote: is zarra nawazi ka shukriya angel Hum bhi to the fakeer hi ,dunaibhar ki najaro mein, phir kafir ruh ko ameeri ka tareeqa kahan se aaya!! ![]() ![]() |
||||||||||||
22-08-2011, 07:29 PM
(This post was last modified: 22-08-2011 07:31 PM by angel.)
![]() |
||||||||||||
|
||||||||||||
RE: Hamari Shayari
(22-08-2011 01:48 PM)shamsihammad Wrote: sochta hun kabhi to khud bhi hairan ho jata hu mai... Ye napaak zarra bhi ,hairaan hai dekh kar ...... is gair hungam-a-naz pe , koi kareebi kaha se aaya! ![]() ![]() |
||||||||||||
« Next Oldest | Next Newest »
|
User(s) browsing this thread: 1 Guest(s)